
You are my life soni- If asked to describe her i would describe her as someone very sweet ,cute,little girl whose eyes speaks the best about her. In other words i would describe her as follows- "Shama ko shama kehte hain deewane ko dewana aap kya jaane aap kya hain khuda ka banaya ek pyaara sa nazrana" "Tere kadmon par chand sar ke bal jaaye mukhde par pade nazar toh suraj dhal jaaye sharmane ki yeh adaa ki bijli bhi sharma jaaye muskurahat se teri khusiyon ki bahar aa jaaye dekhoon jo tujhe toh kahin pyaar na ho jaaye" "Na aap is zamin ke liye hain na is aasman ke liye yeh jahan aap ke liye hai aap is jahan ke liye nahi" "Gulab se komal ho jiske gaal kamal se nazuk ho jiske hoant resam se mulayam ho jiske baal mrig nayani si ho jiski aankhen ho jiske aankhon main chand ki madhosi jiske chehre main ho suraj ka tej koyal bhi sharma jaaye ho jiski aisi boli woh koi aur nahi woh ho tum bhale hi na ho apsara par mere liye pari ho tum is dil ki raani meri mallika ho tum" "Maine baharon ko dekha hai par phoolon se na nyaara koi maine hazaron ko dekha hai par usse na pyaara koi" "kabhi-kabhi kisi masoom chehre par yeh dil fida ho jaata hai aankhon main uske sapney lekar yeh dil uske pyaar main deewana ho jaata hai" "Chahe koi bhi manzil ho chahe koi bhi makam in aankhon main hai bas ek chehra in hoton pe hai bas ek naam" "soni" ****** "Lemme tell you one thing you are so good you are so cute you are so sweet no one is as good as you no one is as sweet as you lemme tell you one more thing to you i have never seen someone like you you are so lovely ,youare so bubbly you are so nice,you are so understanding you are so loving ,you are so caring" - Sach toh yeh hai ki kabhi-kabhi hum kisi insaan ko bayan hi nahi kar paate kyunki hum unse hote hain, aur jisse hamara astitva hota woh insaan hamare liye sab kuch hota hai,thik wise jaise mere liye meri soni hai.shayad meri nazar se dekho toh shayad use mahsoos kar pao.zaroori nahi ki har insaan poora ho, shaayad isi liye do adhoore insaan milke hi poore hote hain.aur uske bin main hamesha adhoora rahoonga.

|